Dil me khalti rahe ek kami
poochhe tu
Kahaan rukegi
Mai kahoon kabhi na tu chale sang
Ye bhi chali
Sang hai aasmaan aur ye thandi Hawa Kya ye rukegi
Me rukoon na rukoon inhe chalna yahin par aise hi
Aur mai hoon besabar
Mere khwabon ke Ghar
Jalaa kar Aya hoon
Har dard hai be-asar
Maine piya zeher
Hoon bhi ya na agar
Kaisi Kaisi dagar
Kahan se aaya hoon
Har dard hai be-asar
Maine piya zeher
Chehre pe laga chehra
Aur khud ko tu kehta naya
Laapata hai tu kab se
Mila na kisi ko jahaan
Ye tamashe haseen jawaan
ye dikhawe ke seeng hai jaan
Mehfil mai laga ke bhi dil
hai raha tanha
Tu sambhal ke chale
Ye phisalti rahe
Kya ye rukegi
Yahan doobe bina
Tu raha to bataa
Kaisi zindagi ?
Mushkilon se kahan
Khud se haaraa jahan
Kya wo sunegi
Mai kahoon kabhi na
Tu chale sang ye bhi chali
Aur Mai hoon besabar
Mere Khwabon ke Ghar
Jalaa Kar Aya hoon
Har dard hai be-asar
Maine piya zeher
Hoon bhi ya na agar
Kaisi Kaisi dagar
Kahan se aaya hoon
Har dard hai be-asar
Maine piya zehar